I Don't know who wrote the lyrics of these ghazals, Jagjit Singh sang them but I just envy them for writing it before I could :)
Just sharing few lines from the first one that I love the most....
Socha Nahin Acha Bura
Dekha Suna Kuch Bhi Nahin
Manga Khuda sey Raat Din
Ek Teray siwa Kuch Bhi Nahin......
Dekha Tujhey, Chaha Tujhey
Soocha Tujhey, Pooja Tujhey
Meri Wafa Meri Khatta
Teri Khatta, Kuch Bhi Nahin.....
The second one is ...
Main bhool jaun tumhen ab yehi munasib hai,,
Magar bhulana b chahun to kis tara bhulun?
K tum to phir b haqeeqat ho koi khaab nahi,
Yahan to dil ka ye aalam hai kia kahun,
Bhula saka na ye wo silsila jo tha hi nahi,
Wo ik khayal jo awaz tak gaya hi nahi,
Wo ek baat jo main keh nahi saka tumse,
Wo ek rabt jo hum main kabhi raha hi nahi,
Muje hai yad wo sab jo kabhi hua hi nahi,
Agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye,
Tumhen bhulana b chahun to kis tara bhulun,
K tum to phir b haqeeqat ho koi khaab nahi….

So true for OSL's.
OSL's bole to ????? ONE SIDED LOVERS ??? waah kya abbreviation banayee hai :) ....waise jyada samajh nahi aayee mujhe ye panktiyan
ReplyDeleteYes you got it right... But its not my brain child....There is a slang too for this F.O.S.L
ReplyDeleteWaqt aane par khud samajh aa jaengi ye lines :)
Before you run your brain F in F.O.S.L is for Frustrated
ReplyDeletegood u told me...cause if i thot about it myself...F for frustrated would never have striked :P
ReplyDeletebut i sincerely hope wo waqt kabhi na aaye jab ye lines samjh aa jayein ....
ReplyDeleteAtleast there is some one who gets richer evrytime an OSL is born -Jagjit Singh, that is.
ReplyDeleteLol :)
ReplyDeleteAnd Siddhartha I hope the same for you :)